Door desh me aa gya, manzil ki talash me
Ghar se door kuchh karne ki aash me
Chahat hai aasma ki Or kadam badhane ko
kuch Kar dikhane ko zindagi banane ko,,
Ghar walo ki yaad me aashu kabi bahate
Dosto ke sath milkar kabhi haste muskurate
har pal es safar me aajmaati hai zindagi
kabhi hasati hai to kabhi Rulati hai zindagi
intzaar hai us pal ka jab sapna hoga pura
jab sub kuch mil jaye zindagi rahe na adhura
Par aasan nhi ye tanha safar muskile hai bhari
ye Dost malum hoga tujhe duniya kitni hai atyachari..

No comments:
Post a Comment