kuch es tarah wo hamse nigahen pher gayeaisa laga jaise Dil ke kai tukde kar gaye,,
izhaar karne gaye the apni mohhabbat ka
wo bich smundar me hamko akela chhod gaye,,
chahat me uske es kadar diwana tha main
aashiq kaho,aawara kaho ya parwana tha
main,,
sab kuch bhula diya par usko bhula na
paya
es pure duniya ke bich me tanha tha
main,,
kyo hoti hai ye mohhabat main samajh na
paya
agali subah jab hue to mar chuka tha
main........
No comments:
Post a Comment